Pages

Monday, 22 July 2013

Hum sa ziada musibat hamaree nabi pa aiee

Hum sa ziada musibat hamaree nabi pa aiee. hamaree nabi S.A.W. ka nawason ka bachon ko shaheed kia gia. Aur hum pa ALLAH ki itni namatee han but hum phir bhi rotee han.insann ka bus ma nahi but ALLAH NA sabar pa bhi inaam rakha ha. bohat ziada rona ALLAH Ko naraz kerta ha. kia app ALLAH ko naraz karo .sabar karo aur sawab kamaoo.